सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

नवंबर, 2009 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

kya hum shixit hai ?

aaj jab main un logon ko dekhata hun, jo apane aap ko padha likha or ek advance genration ke roop me mante hai ,or kahate hai ki we are highly educated , or jab in highly educated ko wo karate dekhata hun jo ek educated ko nahi karana chahiye , pata nhi ye kis tarah ke advance hain ? 1- ek cigarette ke packet par likh rahata hai, cigarette is injurious to the health , ya phir cigarette se cancer ho sakata hai , lekin phir bade shauk se pite hai , 2- dusara ye dekha ki jo log sharab pite hai wo swyam hi kahate hai ki sharab main koi swad hi nahi hota wo to sirf kadwi hoti hai , or sharab ki har bottel par likha rahata ki sharab pina swasthy(health) ke liye hanikarak hai ,or isase sabase pahale sharir ka sabase mahtwapurn organ liver affected hota hai , lekin jo padha likha tabaka hai , wo is sharab ko aapana shouk manata hai , or aaj kal dekha hai ki jo byakti in cheejo se door hai use ye kah kar log chidate hai ki ye jindgi main kuch ka...