सीधे मुख्य सामग्री पर जाएं

संदेश

अगस्त, 2009 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

hindustan ke yuvaon ko chetavani

Aaj, hamare padosi mulk ,hamare hiteshi kam balki hamre kattar dushaman jarror bante jarahe hai , kyon ki ek bhi yesa din nahi jata hai jis din hum ye na sune ki aaj Hindustan ka din shukhad purn raha hai ,kyon ki rojana hi aaj vishpot , ya phir muthbhed ya phir koi yesa sthan janha kise padosi dwara ghera jana ,(lalgharh) jaise ki aasam ke kai tahsil, aaj bangladeshiyon ki girfat main aati ja rahi hain or kuch aa gayi hain ,or rojana nakali mudra(notes) ka bharat main aana vo ya to Bangladesh ke raste ya phir Nepal ke raste ,Aaj hamara padosi desh jisako hum kamajor sakjh baithe hain , kamjor nahi balki usaki mansha yah hai kaise bhi kar ke purv ke rajya , aasam , west bangal ,ko gher ke bharat vibhajan ki yojana main hai , yadi hum bat karen Pakistan ki to to hum abhi bomabay ke blast ki ghatana(26/11)ke din hamare kai jawan mare gaye , bhul nahi paye hain tab tak hal hi main phir se ghushpaith suru karane par hamare jawano ne jawab diya unhe , ab to aisa malum hota hai ki jo sady...